o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai arre meri nigaahein, yeh meri adaayein turangi jaan lein o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai
sheesha sheeshe mein hain nasha sharaabo ka – 2 arre ho hum mein toh hai nashaa ji mast jawaani ka o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai
yaara aankhon ke pi bhale paimaane tu – 2 aare ho phir bhi pyaasa rahega bekhudi mein tu o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai arre meri nigaahein, yeh meri adaayein turangi jaan lein o sharaabi, o sharaabi, o sharaabi kya haal hai dekh ke mere gaal gulaabi, o sharaabi behaal hai
–FEMALE– La la la la la la la, la la la la la la – 2 Kya dil ne kaha, mm mm mm mm hm Kya dil ne kaha, kya tumne suna Palkein jhuki hain saansein ruki hain Koi hamein pukaare Anjaani raahein thaame hain baahein Hum hi nahin hamaare, oh yaara Kya dil ne kaha, kya tumne suna – 2
–MALE– Milte bichhadte yun chalte chalte Hum ho gaye tumhaare Kaisa asar hai hum bekhabar hai Badle hain yeh sitaarein, oh yaara Kya dil ne kaha, kya tumne suna – 2
–FEMALE– Hm, tanha tanha jeete the, khud se baatein karte the Tum sa koi mil jaayega, dil pe likhte rehte the Tanha tanha jeete the, khud se baatein karte the Tum sa koi mil jaayega, dil pe likhte rehte the Dil pe yeh likhte rehte the
–MALE– Nazrein churaana laage suhaana Baali umar hai jaana, oh yaara Kya dil ne kaha, kya tumne suna
–FEMALE– Jo dil ne kaha haan maine suna
–MALE– Oh, main to bhanwra hoon sorry, kaliyon ki karta chori Baandhe kyoon preet ki dori, rehne de thodi doori Main to bhanwra hoon sorry, kaliyon ki karta chori Baandhe kyoon preet ki dori, rehne de thodi doori Rehne de thodi si doori
–FEMALE– Arre teri to jaane maine hai baandhe Saaton janam ke dhaage, oh yaara Kya dil ne kaha, kya tumne suna
–MALE– Jo dil ne kaha haan maine suna
–FEMALE– Palkein jhuki hain saansein ruki hain Koi hamein pukaare
–MALE– Anjaani raahein thaame hain baahein Hum hi nahin hamaare
–FEMALE– Oh yaara Kya dil ne kaha, kya tumne suna
( kyaa cheez hai mohabbat kyaa cheez hai mohabbat mohabbat koii mere dil se puuchhe mere dil se puuchhe ) -2 kyaa cheez hai mohabbat
aapas mein pahale-pahale milatii hain jab nigaahen -2 ban-ban ke jab fasaanaa aatii hain lab pe aahen -2 aise mein dil kii haalat o o o aise mein dil kii haalat koii mere dil se puuchhe -2 kyaa cheez hai mohabbat
jab zindagii kii raaten aatii hain zindagii mein jab apane dil kii baaten hotii hain chaandanii mein -2 us chaandanii kii qiimat o o o us chaandanii kii qiimat koii mere dil se puuchhe -2 kyaa cheez hai mohabbat
jab dil kii dhaDakanon se hote hain raag paidaa dil-dil se mil ke jis dam karataa hai aag paidaa -2 un do dilon kii qisamat o o o un do dilon kii qisamat koii mere dil se puuchhe -2 kyaa cheez hai mohabbat -2 mohabbat koii mere dil se puuchhe mere dil se puuchhe ) -2 kyaa cheez hai mohabbat
(kya bataoo dilruba jo irada tha mera) – 2 socha to tha tumse milu main yeh kahu main woh kahu lekin dil ki saari baatein bholi bholi pyari baatein kehni nahi aati hai mujhe (mere deewane suno kyun pareshani main ho ) – 2 dil main chupi jo baat ho mujhse kaho khulke kaho sunungi main saari baatein bholi bholi pyari baatein samajh main aati hai mujhe
bechain hai dil kya hai mushkil tum hi dhyan main har pal ho mai samajh gayi koi baat nai lagta hai tum kutch pagal kaho anjaan to yu na bano acha chalo aage kaho dil main hai jo saari baatein bholi bholi pyari baatein kehni nahi aati hai mujhe kya bataoo dilruba jo irada tha mera mere deewane suno kyun pareshani main ho
kutch pootchna hai bolo kya hai tumse pyar hai kaise kahoo hoshiyar ho tum mere hosh hai gum jo kehna hai tumko woh main janti hu to hai kiya kya faisla pehle tumhe sun lu jara dil main hai jo saari baatein bholi bholi pyari baatein kehni nahi aati hai mujhe kya bataoo dilruba jo irada tha mera mere deewane suno kyun pareshani main ho socha to tha tumse milu main yeh kahu main woh kahu sunungi main saari baatein bholi bholi pyari baatein samajh main aati hai mujhe
kuunrez karishma naaz sitam gamazon ki jhukaawat waisi hi palakon ki jhapak putali ki phirat surame ki ghulaawat waisi hi
bedard sitamagar beparawa bekal chanchal chatakili si dil sakt qayaamat patthar sa aur baatein narm rasili si
chehare par husn ki garmi se har aan chamakate moti se kusharang pasine ki buundein sau baar jhamakate moti se
kuukat koyaliya kunjan mein kaun ghadi tu aake atariya boli bairaniya
mere ghar par basant mera sahuunna gumaan tera piya rijhaane de ab mohe ja ri sautaniya
saanjh savere kuuk koyaliya kuuk na aadhi ratiya aadhi raat more rasiya soye phuulan sejariya
(yu rutho na tum mehbooba hasdo to chain aaye ho jaye ho jaye – 2 ha kutch meetha ho jaye ) – 2
pyaar jaha hain rab bhi wahi hain pyar nahi to kutch bhi nahi hain pyar ka ek dilkash lamha hota hain sadiyon se bada yaar nahi kat sakta hain dil ka safar tanha tanha main mangoo dua haale dil yeh koi tumko samjhaye ho jaye ho jaye – 2 ha kutch meetha ho jaye
bechaini ka alam hain aur sama bhi hain pyara har ehsaas main pagalpan manjar bhi hain aawara hai sabse hasin tera chehra har dil ko jo bhaye ho jaye ho jaye – 2 ha kutch meetha ho jaye
ho jaye ho jaye ha kutch meetha ho jaye
(bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho) – 2 meri zindagi o meri dilruba sanam hasratein machalti kyun hai kaho keh bhi do bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho
(mujhe kya pata ke mohabbat ke bas mein tum hi kutch kaho na kaha ki yeh rasmein) – 2 sabhi raaz dil ke khole dil ki kahi sanam mujhe chaho bhul jaao magar kutch kaho sanam dhadkane dhadakti kyun hai kaho keh bhi do bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho
(anjaani hai ab tak pyar ki woh raahe tumhi ko pukaare sada meri nigaahein) – 2 sambhalo mujhe tum ho na jaao kahi sanam tum hi mere hum nasheen ho hum raah har kadam seene se laga lo mujhe apna kaho bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho
(waqt dheeme dheeme paao badhata chala gaya tanhaai chup rahi pyar kutch keh gaya) – 2 kisine na dekha kaha phir chala gaya sanam samjha sako toh bata do hai kya sanam baahon mein sama lo aur kutch na kaho (bechain saansein kyun hai kutch toh kaho na machalti yeh dhadkan kyun hai kutch toh kaho) – 2
Kuch to hua hai mere is dil ko Kuch to hua hai mere is dil ko Aakhon se tune is ko chhua hai
Kuch to hua hai tere is dil ko Kuch to hua hai tere is dil ko Tera dil deewana kahin kho gaya hai Kuch to hua hai
Karwaatein le le ke raat dhal jaati hai Koyi khushboo meri saansein mehkaati hai
Sanam keh rahi hai teri beqeraari Tujhpe hai chhaayi ishq ki khumaari
Mujhe sab pata hai kuch to hua hai Mujhe sab pata hai kuch to hua hai Aakhon se tune is ko chhua hai Kuch to hua hai
Mere in honthon ka rang udh jaata hai Dhadkano ko meri koyi dhadkaata hai
Na pehle kabhi tha tera haal aisa Meri jaan chala tujhpe jadoo yeh kaisa
Mujhe lag raha hai kuch to hua hai Mujhe lag raha hai kuch to hua hai Aakhon se tune is ko chhua hai Kuch to hua hai mere is dil ko Kuch to hua hai mere is dil ko Aakhon se tune is ko chhua hai
kuchh mere dil ne kahaa, kuchh tere dil ne kahaa ab hum kyaa kahe, kyaa sune, jab dil baate karane lage
ye dil bejubaan thaa, aaj is ko jubaan mil gayee meree jindagee ko, yek haseen daasataa mil gayee jeene kaa, marane kaa, aayegaa ab majaa
tuz se mil ke jaanaa, kitanee tanahaa thee, main tere been pal pal kaisee halachal jindagee mein hai, ab raat din mai kahoo aaur kyaa, bas teraa shukriyaa